50+ Dosti Breakup Shayari in Hindi Best For Whatsapp Status
Friendship breakups hurt deeply, sometimes more than love. Dosti Breakup Shayari in Hindi Best For Whatsapp Status helps express the pain, silence, and emotions left behind when a true friend walks away. In this collection, you will find Dosti breakup Shayari in English and heart touching friendship breakup quotes and Dosti Shayari that are perfect for WhatsApp status and social sharing. Real feelings of loss, memories, and unspoken words. At iloveshayarism, we bring you shayari that connects straight to the heart and speaks what you feel but cannot say.
Dosti-Breakup-Shayari-in-Hindi
Table of Contents
Dosti Breakup Shayari in Hindi

Dosti tootne ka gham kuch aur hota hai
Yahan aansu bhi apno ke liye girte hain
दोस्ती टूटने का ग़म कुछ और होता है
यहाँ आँसू भी अपनों के लिए गिरते हैं
Also Read: 90+ Dosti Shayari in Hindi Best for True Friendship Feelings
Dosti ka rishta bhi ajeeb hota hai
Toot jaye toh shor nahi karta
दोस्ती का रिश्ता भी अजीब होता है
टूट जाए तो शोर नहीं करता
Jin ke saath hans kar jeena seekha
Unhi ke saath rona bhi naseeb hua
जिनके साथ हँस कर जीना सीखा
उन्हीं के साथ रोना भी नसीब हुआ

Dosti mein dhoka mila toh chup rahe
Kyuki shikayat dosti ko maar deti hai
दोस्ती में धोखा मिला तो चुप रहे
क्योंकि शिकायत दोस्ती को मार देती है
Kabhi jo jaan the
Aaj anjaan ban gaye
कभी जो जान थे
आज अनजान बन गए
Dosti ka breakup bhi dard deta hai
Bas yahan ilzaam mohabbat par nahi jata
दोस्ती का ब्रेकअप भी दर्द देता है
बस यहाँ इल्ज़ाम मोहब्बत पर नहीं जाता
Waqt ne dosti ki asli pehchaan kara di
Warna hum bhi bharosa kiya karte the
वक़्त ने दोस्ती की असली पहचान करा दी
वरना हम भी भरोसा किया करते थे
dosti breakup sad shayari in hindi

Jo dost mushkil mein saath na de
Uski kami mehsoos nahi hoti
जो दोस्त मुश्किल में साथ न दे
उसकी कमी महसूस नहीं होती
Dosti ke naam par sirf faida tha
Warna jazbaat toh sirf humare the
दोस्ती के नाम पर सिर्फ़ फ़ायदा था
वरना जज़्बात तो सिर्फ़ हमारे थे
Toot kar bhi shor nahi kiya
Ye hunar humne dosti se seekha
टूट कर भी शोर नहीं किया
ये हुनर हमने दोस्ती से सीखा
Kuch dost waqt ke saath nahi
Waqt ke liye hote hain
कुछ दोस्त वक़्त के साथ नहीं
वक़्त के लिए होते हैं
Dosti jab matlab se judi ho
Tootna laazmi hota hai
दोस्ती जब मतलब से जुड़ी हो
टूटना लाज़मी होता है
Humne dosti dil se ki
Unhone zarurat se
हमने दोस्ती दिल से की
उन्होंने ज़रूरत से
Dosti ka sach tab pata chala
Jab hum tanha reh gaye
दोस्ती का सच तब पता चला
जब हम तन्हा रह गए
Aakhri baat bas itni si hai
Har dost apna nahi hota
आख़िरी बात बस इतनी सी है
हर दोस्त अपना नहीं होता
Dosti breakup shayari in Hindi English

Tum kis se wafa ki umeed kar rahe the
Ye to woh shakhs hai
Jo apni ghalti ki wajah bhi
Tumhein kehta hai
तुम किस से वफ़ा की उम्मीद कर रहे थे
ये तो वो शख़्स है
जो अपनी ग़लती की वजह भी
तुम्हें कहता है
Toote khwabon ka malaal, ab aankhon mein baseera nahi
Jis pe jaan dete the, wo ab hamara savera nahi
टूटे ख़्वाबों का मलाल, अब आँखों में बसेरा नहीं
जिस पे जान देते थे, वो अब हमारा सवेरा नहीं
Jab muqaddar hi nahi tha apna
Deta bhi to bhala kya deta koi
जब मुक़द्दर ही नहीं था अपना
देता भी तो भला क्या देता कोई
Mere aangan mein bhi kabhi phool khila karte the
Meri aankhon mein bhi kuch khwab basa karte the
मेरे आँगन में भी कभी फूल खिला करते थे
मेरी आँखों में भी कुछ ख़्वाब बसा करते थे
Tujhe yaad hai na dost
Tere kai vaadon mein ek wada umr bhar saath nibhane ka bhi tha
तुझे याद है ना दोस्त
तेरे कई वादों में एक वादा उम्र भर साथ निभाने का भी था
Kuch paise bacha kar rakhhe hain maine
Khwab toote to doston ke saath sharab piyunga
कुछ पैसे बचा कर रखे हैं मैंने
ख़्वाब टूटे तो दोस्तों के साथ शराब पियूँगा
Main jaanta hoon apne saath bura kar raha hoon
Mere bas mein hota to main khud ko bacha leta dost
मैं जानता हूँ अपने साथ बुरा कर रहा हूँ
मेरे बस में होता तो मैं खुद को बचा लेता दोस्त
Sabki asliyat se waqif hain hum
Khamosh hain andhe nahi
सबकी असलियत से वाक़िफ़ हैं हम
ख़ामोश हैं अंधे नहीं
Dard ki baat mat karo janaab
Jisne bhi diya hai bemisaal diya hai
दर्द की बात मत करो जनाब
जिसने भी दिया है बेमिसाल दिया है
Ek shakhs aisa takraya zindagi mein
Jisne jaan bhi le li aur zinda bhi chhod diya
एक शख़्स ऐसा टकराया ज़िंदगी में
जिसने जान भी ले ली और ज़िंदा भी छोड़ दिया
Bohot the mere bhi is duniya mein
Phir hua ishq aur main laawaris ho gaya
बहुत थे मेरे भी इस दुनिया में
फिर हुआ इश्क़ और मैं लावारिस हो गया
Agar bichhadne se muskurahat laut aaye tumhari
To tumhe haq hai ke mujhse dooriyan bana lo
अगर बिछड़ने से मुस्कुराहट लौट आए तुम्हारी
तो तुम्हें हक़ है कि मुझसे दूरियाँ बना लो
Heart Touching Breakup Shayari

Aaj tootta ek taara dekha
Bilkul mere jaisa tha
Chaand ko koi farq nahi pada
Bilkul tere jaisa tha
आज टूटता एक तारा देखा
बिल्कुल मेरे जैसा था
चाँद को कोई फ़र्क़ नहीं पड़ा
बिल्कुल तेरे जैसा था
Maine tere baad kisi ke saath judkar nahi dekha
Maine teri raah to dekhi par tune mudkar nahi dekha
मैंने तेरे बाद किसी के साथ जुड़कर नहीं देखा
मैंने तेरी राह तो देखी पर तूने मुड़कर नहीं देखा
Tere khwabon ki duniya se hum juda ho gaye
Bewafai ki qismat se hum rubaru ho gaye
तेरे ख़्वाबों की दुनिया से हम जुदा हो गए
बेवफ़ाई की क़िस्मत से हम रुबरू हो गए
Jab koi kisi ka saath chhodta hai
To sirf aankhen nahi dil bhi rota hai
जब कोई किसी का साथ छोड़ता है
तो सिर्फ़ आँखें नहीं दिल भी रोता है
Roya nahi rulaya gaya hoon
Pasand ban kar thukraya gaya hoon
रोया नहीं रुलाया गया हूँ
पसंद बन कर ठुकराया गया हूँ
Dosti breakup shayari in hindi for girl

Tere saath bitaye lamhon ka khwab tha humein
Wo khwab tod diya ab baqi sab dhundhla sa lagta hai
तेरे साथ बिताए लम्हों का ख़्वाब था हमें
वो ख़्वाब तोड़ दिया अब बाकी सब धुंधला सा लगता है
Jo nazar se guzar jaya karte hain
Wo sitare aksar toot jaya karte hain
जो नज़र से गुज़र जाया करते हैं
वो सितारे अक्सर टूट जाया करते हैं
Kahani achhi thi magar adhoori reh gayi
Itni mohabbat ke baad bhi doori reh gayi
कहानी अच्छी थी मगर अधूरी रह गई
इतनी मोहब्बत के बाद भी दूरी रह गई
Tere baad khud se yahi poochta hoon
Kahin phir milein agar to kya baat hogi
तेरे बाद ख़ुद से यही पूछता हूँ
कहीं फिर मिलें अगर तो क्या बात होगी
Agar mujhe chhod kar tum khush ho
To main dua karunga
Main tumhe kabhi milun hi nahi
अगर मुझे छोड़ कर तुम खुश हो
तो मैं दुआ करूँगा
मैं तुम्हें कभी मिलूँ ही नहीं
Door jaa kar tujhse bas humein ye faida hua hai
Pyar ke saath dard bhi ab zyada hua hai
दूर जाकर तुझसे बस हमें ये फ़ायदा हुआ है
प्यार के साथ दर्द भी अब ज़्यादा हुआ है

Ek tera naam lete hi
Mere chehre par muskaan aa jaati hai
Main kitni mushkil mein kyun na hoon
Meri jaan mein jaan aa jaati hai
एक तेरा नाम लेते ही
मेरे चेहरे पर मुस्कान आ जाती है
मैं कितनी मुश्किल में क्यों न हूँ
मेरी जान में जान आ जाती है
Conclusion:
Friendship breakups leave a silence that words can hardly fill. These Dosti Breakup Shayari in Hindi Best For Whatsapp Status and heart touching friendship breakup quotes remind us that true bonds are never forgotten, even when paths change. Whether shared as a WhatsApp status or kept close to the heart, these lines help express real emotions. At iloveshayarism, we believe shayari is the voice of feelings that never fade.
