80+ Life Shayari in English🌿 Emotional & Inspirational.
Life teaches us every day. Some lessons hurt. Some heal. This life shayari in English speaks of both. Read the lines. You will find your story. For heartbreak lines, visit our sad shayari in English page.
Famous Life Sher with Meaning
Ishq ne Ghalib nikamma kar diya, Warna hum bhi aadmi thay kaam ke.
Mirza Ghalib
Ghalib says love made him useless. He jokes about himself. Without love he would have been a man of work. Every lover feels this.
Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin, Dil ko khush rakhne ko Ghalib yeh khayal acha hai.
Mirza Ghalib
Ghalib knows the truth of heaven. Still he keeps a sweet thought. It keeps the heart happy. Hope is stronger than truth.
Table of Contents
Happy Life Shayari

Also Read: 90+ Dosti Shayari in Hindi Best for True Friendship Feelings
Zindagi muskuraati hai un logon par,
Jo mushkilon mein bhi himmat rakhte hain.
Khushi cheezon mein nahi hoti,
Dil ke sukoon mein hoti hai.
Har din ko khushi se jee lo,
Kyun ke kal ka koi pata nahi hota.
Zindagi ka maza tab aata hai,
Jab dil halka aur chehra muskurata ho.
Gham aaye ya khushi aaye,
Zindagi ko hans kar guzar do.
Attitude Life Shayari
Hum bhi dariya hain, humein apna hunar maloom hai,
Jis taraf bhi chal paday, rasta bana lete hain.
Hum se jalne walon ka ek hi ilaaj hai,
Unko ignore karo, yehi unki saza hai.
Royal Attitude Life Shayari

Hum se seekho andaaz-e-zindagi jeene ka,
Hum apni sharton par jeete hain, kisi ke liye nahi.
Hum se muqabla karna asaan nahi,
Hum woh khel khelte hain jo log soch bhi nahi sakte.
Humari shaksiyat hi humari pehchan hai,
Log naam se nahi, andaaz se yaad rakhte hain.
Badshah nahi to kya hua,
Dil par raaj karna bhi kisi hukumat se kam nahi.
Hum jahan kharay ho jayein,
Wahan se line shuru hoti hai.
Apni value samajh lo,
Hum woh hain jo khud ki pehchan khud banate hain.
Apni aukaat mein rehna seekh le,
Warna meri nazar hi kaafi hai giraane ke liye.
Hum woh nahi jo har kisi par mar jayein,
Hum woh hain jo sirf apni marzi se jiya karte hain.
Zindagi apni rules par jeete hain,
Kisi ke kehne par nahi jeete hain.
Sher apni taqat se pehchana jata hai,
Aur hum apne attitude se.
Life Shayari for Girls
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyun,
Royenge hum hazaar baar, koi humein sataye kyun.
Main apni favourite hoon,
Kisi aur ki choice ban’na zaroori nahi.
Mujhe samajhna har kisi ke bas ki baat nahi,
Main dil bhi rakhti hoon aur attitude bhi.
Jo mujhe ignore kare,
Main usay aur zyada ignore karti hoon.
Princess nahi, queen hoon main,
Apni duniya khud chalati hoon.
Life Shayari for Boys
Ragon mein daudte phirne ke hum nahi qaayal,
Jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai.
Hum apni misaal khud hain,
Kisi aur jaisa ban’na humein pasand nahi.
Hum se jalne walon ki kami nahi,
Par hum bhi kisi se kam nahi.
Apni pehchan khud banayi hai,
Kisi ke sahare par nahi aaye.
Jo hum se takrayega,
Seedha side ho jayega.
Zindagi Shayari

Zindagi ajeeb hai, samajh nahi aati,
Khuwab deti hai phir neend chura leti hai.
Zindagi aik safar hai ajeeb sa,
Kabhi khushi, kabhi gham naseeb sa.
Zindagi khamoshi se sabak deti hai,
Har dard mein bhi kuch seekh deti hai.
Har din roshan nahi hota,
Magar umeed kabhi andheri nahi hoti.
Kabhi toot kar sambhalna padta hai,
Zindagi aise hi strong banati hai.
Zindagi woh nahi jo hum chahte hain,
Yeh woh hai jo humein sikhati hai.
Har girna buri baat nahi hota,
Zindagi har baar kuch naya sikhati hai.
Single Life Shayari
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyun,
Royenge hum hazaar baar, koi humein sataye kyun.
Kuch zakhm aise hote hain jo dikhte nahi,
Magar andar hi andar insaan ko tod dete hain.
Zindagi se koi shikwa nahi,
Bas jo mila woh kabhi chaha nahi.
Tanhai bhi ajeeb cheez hai,
Saath ho kar bhi akela kar deti hai.
Har din roshan nahi hota,
Magar umeed kabhi andheri nahi hoti.
Zindagi perfect kabhi nahi hoti,
Magar har lamha khoobsurat hota hai.
Zindagi chhoti hai, hans kar jee lo,
Har gham ko dil se door kar do.

Zindagi ajeeb si hai magar sach hai,
Yeh girati bhi hai aur sambhalti bhi hai.
Meri zindagi ek kahani hai jo likhi ja rahi hai,
Har girawat ke baad main phir se sambhal rahi hai.
Main apni zindagi apne tareeqe se jeeti hoon,
Har din kuch naya seekhti hoon.
Meri zindagi perfect nahi, magar asal hai,
Zakhmon se bhari hui magar phir bhi kamal hai.
Maine har dard saha, har baar sambhala khud ko,
Yahi meri zindagi ka sab se bada sabaq hai.
Meri zindagi meri hai, main hi is ki malik hoon,
Main nafrat nahi, sirf pyaar rakhti hoon.
Zindagi ne har mod par rulaya hai,
Jitna chaha utna hi sataya hai.
Ab to aadat si ho gayi hai dard ki,
Warna hum bhi kabhi muskuraya karte thay.
Zindagi ne sikhaya hai tanha rehna,
Warna hum bhi mehfilon ke aadmi thay.
Har khushi adhoori si lagti hai,
Jab zindagi mein sukoon hi na ho.
Deep Shayari on Life in English
Jitna chaha, utna hi door hota gaya,
Jo tha sabse apna, wahi sabse ajnabee hota gaya.
Muskurata hoon sabke saamne, par dil ro leta hai,
Raat ke andheron mein bas tanhaayi so leta hai.
Chhod gaya wo haathon se yun, jaise kabhi tha hi nahi,
Aur hum uske liye ro diye, jaise uske bina kuch tha hi nahi.
Jo sapna tha kabhi, aaj dard ban gaya,
Jo apna tha kabhi, aaj gair ban gaya.
Kabhi kisi ki yaadon mein itna kho jaate hain,
Ke apne aap se door ho jaate hain.

Tere jaane ka gham ab zindagi ban gaya hai,
Har din bas tera intezaar ek aadat ban gaya hai.
Koi itna pyara kaise ho sakta hai,
Wo bhi saara ka saara kaise ho sakta hai,
Tuj sai mil kar bi agar udaasi kam nahi hoti,
Tere bagair guzara kaise ho sakta hai?
Sab kuch tha mere paas, teri kami ke siwa,
Aur ab kuch bhi nahi, teri yaadon ke siwa.
MujhKo Rula Kar Vo Bhi Roya To Hoga
Muh Aansuo Se Usne Bhi Dhoya To Hoga
Agar Na Kiya Hai Hasil Kuch Humne Pyar Mein
Kuch Na Kuch Usne Bhi Khoya To Hoga.
Tumhein Pane Ki Katir, Hum Ne Sab Ko Chod Diya,
Aur Akhir Mein Tumhari Khoshi Ki Katir, Jao Tumhein Bhi Chod Diya.

Kabhi Raaste Badal Gaye Kabhi Irade Badal Gaye,
Hum Na Badle Mgar Tere Wade Badal Gaye,
Mohabbat Ke Andhere Mein Pathar Pighal Gaye,
Gairoon Se Kya Gilah Jab Apne Badal Gaye.
Aye Mera Janaza Uthane Walo,
Dekhna Koi BeWafa Pas Na Ho,
Agr Ho Toh Ussay Kehna Aaj Khushi,
Ka Din Hai Udas Na Ho.
Main Bhi Bhot Ajeeb Hoon,
Itna Ajeeb Hoon Keh Bas,
Khud Ko Tabah Kar Liya,
Aur Malal Bhi Nahi.
Tu Ne Goor Hi Nahi Kiya,
Meri Chahat Ke Takaze Par,
Main Tere Pas Aya Tha,
Khuda Ke Hote Howe.
चुप रहकर भी सब कुछ कह जाते हैं,
ऐसे लोग ही अक्सर तन्हा रह जाते हैं।

Chup rehkar bhi sab kuch keh jaate hain,
Aise log hi aksar tanha reh jaate hain.
ना दर्द दिखाई देता है, ना आँसू,
पर टूटने की आवाज़ हर पल सुनाई देती है।
Na dard dikhai deta hai, na aansu,
Par tootne ki aawaz har pal sunai deti hai.
Apni tasveer ko ankhon sai lagata kiya hain,
Aik nazar meri taraf bhi tera jata kiya hain,
Tou mera kuch nahi lagta lakin itna toh bata,
Dekh kar mujhko tere zehan mein aata kya hai?…
Kya Khub Kaha Hai Kisi Ne,
Jise Paa Nahi Sakte,
Usay Dekh Kar Khosh Hona,
Yeh Bhi Mohabbat Hai.
Waqt badal gaya, lekin ehsaas wahi raha,
Tu chala gaya, par dil tere paas wahi raha.
Kitna dard hai dil mai dikhaya nahi jata,
Gambhir hai kissa sunaya nahi jata,
Ek bar ji bhar ke dekh lo is chehare ko,
Kyonki bar bar “kafan” uthaya nahi jata…

Conclusion
In the end, life is all about emotions, experiences, and the people we share it with. These life shayari in English help express what words often cannot say. If you enjoyed this collection, don’t forget to explore more beautiful shayari, including Dosti Shayari, only on iloveshayarism. Stay connected for more heartfelt and meaningful lines. 🌿✨.
Frequently Asked Questions
What is life shayari?
It is poetry about life. It speaks of joy and pain. Every line holds a lesson.
Is this shayari in English?
Yes. All lines are in English. They are simple and deep.
Can I share these with friends?
Yes. These lines are made for sharing. Send them to anyone who needs them.
Do you have shayari for tough times?
Yes. Many lines speak of struggle. They give hope in hard days.
Also explore broken heart shayari for emotional lines.







