100+ Famous 💔 Broken Heart Shayari For Emotional Status
Heartbreak is quiet. It sits with you at night. It follows you in the morning. I made this collection for those silent moments. Here you will find broken heart shayari in simple words. Some lines are in Hindi. Some are in English. All are honest. Read them slowly. Share the ones that touch you. If you love sad lines, also read our sad shayari in English.
Table of Contents
Broken Heart Shayari in Simple Words

Tune khud hi chhor diya, warna
Main to aaj bhi teri har baat mein jeeta hoon.
तूने खुद ही छोड़ दिया, वरना
मैं तो आज भी तेरी हर बात में जीता हूँ।
Toote dil ki veerani ka kya tazkara karoon,
Yeh ek baar nahi, hazaar baar toda gaya hai.
टूटे दिल की वीरानी का क्या तज़किरा करूँ,
यह एक बार नहीं, हज़ार बार तोड़ा गया है।
Also Read: Best 150+ Sad Shayari in English
Mere liye, yeh dil ab bhi bechain hai,
Ab bhi tumhari nigahon ka intezar kar raha hai.
मेरे लिए, यह दिल अब भी बेचैन है,
अब भी तुम्हारी निगाहों का इंतज़ार कर रहा है।
Koi marta raha tere deedaar ki pyaas se,
Aur kisi ka kamra mehka tere itr-e-libaas se.
कोई मरता रहा तेरे दीदार की प्यास से,
और किसी का कमरा महका तेरे इत्र-ए-लिबास से।
Naya ek rishta paida kyun karein hum,
Bichhadna hai to jhagda kyun karein hum.
नया एक रिश्ता पैदा क्यों करें हम,
बिछड़ना है तो झगड़ा क्यों करें हम।
Zaroori to nahi sooraj sawa-e-naize pe aa jaye,
Badal jaye koi apna to qayamat aa hi jaati hai.
ज़रूरी तो नहीं सूरज सवा-ए-नैज़े पे आ जाए,
बदल जाए कोई अपना तो क़यामत आ ही जाती है।
Apne kuch guzre waqt se nafrat hai mujhe,
Apni kuch khwahishon par sharminda hoon main.
अपने कुछ गुज़रे वक़्त से नफ़रत है मुझे,
अपनी कुछ ख़्वाहिशों पर शर्मिंदा हूँ मैं।
Jaao, dhoond lo hum se zyada chahne wala,
Mil jaye to khush rehna,
Na mile to hum phir bhi tumhare hain.
जाओ, ढूँढ लो हम से ज़्यादा चाहने वाला,
मिल जाए तो खुश रहना,
न मिले तो हम फिर भी तुम्हारे हैं।
Usne kaha bhool jao mujhe,
Hum ne bhi rote hue keh diya kaun ho tum?
उसने कहा भूल जाओ मुझे,
हमने भी रोते हुए कह दिया कौन हो तुम?
Broken Heart Shayari in Hindi

Ek pal mein sab kuch badal gaya,
Jo hum the, ab sirf main reh gaya.
एक पल में सब कुछ बदल गया,
जो हम थे, अब सिर्फ़ मैं रह गया।
Jab bhi tere bina jeene ki baat aayi,
Dil ne pehle ro ke inkaar kiya.
जब भी तेरे बिना जीने की बात आई,
दिल ने पहले रो के इनकार किया।
Jo kabhi apna tha, aaj ajnabi ban gaya,
Kya yehi hota hai sachcha pyaar ka anjaam.
जो कभी अपना था, आज अजनबी बन गया,
क्या यही होता है सच्चा प्यार का अंजाम?
Phir se teri mehfil mein chala aaya hoon,
Andaaz wahi hai, bas alfaaz naye laya hoon.
फिर से तेरी महफ़िल में चला आया हूँ,
अंदाज़ वही है, बस अल्फ़ाज़ नए लाया हूँ।
Teesra shakhs aaya nahi, use bulaya gaya,
Hamari kahani mein teesra mujhe thehraya gaya.
तीसरा शख़्स आया नहीं, उसे बुलाया गया,
हमारी कहानी में तीसरा मुझे ठहराया गया।
Bhool to jaaun tujhe,
Par mere paas rahega kya…
भूल तो जाऊँ तुझे,
पर मेरे पास रहेगा क्या…
Also Read: 60 Broken Heart Shayari in Hindi 💔best (Emotional Collection).
Broken Heart Shayari in English

Tumhein Pane Ki Katir,
Hum Ne Sab Ko Chod Diya,
Aur Akhir Mein Tumhari Khoshi Ki Katir,
Jao Tumhein Bhi Chod Diya.
Kabhi Raaste Badal Gaye Kabhi Irade Badal Gaye,
Hum Na Badle Mgar Tere Wade Badal Gaye,
Mohabbat Ke Andhere Mein Pathar Pighal Gaye,
Gairoon Se Kya Gilah Jab Apne Badal Gaye.
Aye Mera Janaza Uthane Walo,
Dekhna Koi BeWafa Pas Na Ho,
Agr Ho Toh Ussay Kehna Aaj Khushi,
Ka Din Hai Udas Na Ho.
Kitna dard hai dil mai dikhaya nahi jata,
Gambhir hai kissa sunaya nahi jata,
Ek bar ji bhar ke dekh lo is chehare ko,
Kyonki bar bar “KAFAN” uthaya nahi jata
Duniya Ka Har Shaks Dard Rakhta Hai,
Mgar Phir Bhi Insan Dosre Ka Dard Nahi Samjhta.
Bhot Takleef Hoti Hai Uss Waqt Jab Apko,
Samjhne Wala Hi Apko Galat Samjhne Lage.
Aye Mera Janaza Uthane Walo,
Dekhna Koi Be Wafa Pas Na Ho,
Agr Ho Toh Ussay Kehna Aaj Khoshi,
Ka Din Hai Udas Na Ho.
Tanhaiyon ke sheher mein kho gaye hum,
Apne hi jazbaat se rooth gaye hum.
Chaand ke saath baatein karte hain raat bhar,
Zindagi mein ab koi saathi nahi humsafar.
Also Read: 50+ Broken Heart Shayari in English Best (Shayari Collection).
Emotional Lines for Broken Hearts

Milne ki tarah mujh se woh pal bhar nahi milta,
Dil us se mila jis se muqaddar nahi milta.
Yeh rah-e-tamanna hai yahan dekh ke chalna,
Is raah mein sar milte hain, pathar nahi milta.
मिलने की तरह मुझ से वो पल भर नहीं मिलता,
दिल उससे मिला जिससे मुक़द्दर नहीं मिलता।
ये राह-ए-तमन्ना है यहाँ देख के चलना,
इस राह में सर मिलते हैं, पत्थर नहीं मिलता।
Aansoon ko bohot samjhaya tha ke tanhaai mein aaya karo,
Yun bhari mehfil mein tamasha na banaya karo.
Aansoo bhi aansoo tha, tadap ke bola,
Tujhe mehfil mein akela paaya is liye chala aaya.
आँसुओं को बहुत समझाया था कि तन्हाई में आया करो,
यूँ भरी महफ़िल में तमाशा न बनाया करो।
आँसू भी आँसू था, तड़प के बोला,
तुझे महफ़िल में अकेला पाया इसलिए चला आया।
Bichhadte waqt us ne kaha tha, na sawaal karna na jawaab milega,
Mujhe bhool jaana, qaraar milega.
Hum is maqam par the,
Na sawaal kiya, na jawaab mila,
Na bhool sake, na qaraar mila.
बिछड़ते वक़्त उसने कहा था, न सवाल करना न जवाब मिलेगा,
मुझे भूल जाना, क़रार मिलेगा।
हम इस मक़ाम पर थे,
न सवाल किया, न जवाब मिला,
न भूल सके, न क़रार मिला।
Suna hai sab kuch mil jaata hai Google par,
Murshad!
Wafa mile to location bhejna mujhe…
सुना है सब कुछ मिल जाता है गूगल पर,
मुरशद!
वफ़ा मिले तो लोकेशन भेजना मुझे…
Tumhare baad phir kahaan kisi ki hasrat rahegi,
Khaamakha umr bhar mohabbat se nafrat rahegi.
तुम्हारे बाद फिर कहाँ किसी की हसरत रहेगी,
ख़ामख़ा उम्र भर मोहब्बत से नफ़रत रहेगी।
Dua hai hamari ke teri zindagi mein koi gham na rahe,
Agar gham ki wajah hum ho,
To duniya mein hum na rahein.
दुआ है हमारी कि तेरी ज़िंदगी में कोई ग़म न रहे,
अगर ग़म की वजह हम हों,
तो दुनिया में हम न रहें।
Also Read: Top 30+ Emotional Broken Heart Shayari 2026 (Sad Collection).
Sad Broken Heart Shayari

दर्द हो दिल में तो दवा कीजिए,
जब दिल ही दर्द हो तो क्या कीजिए.
तजुर्बा कहता है मोहब्बत से किनारा कर लूं,
और दिल कहता है कि तजुर्बा दोबारा कर लूं.
बेवफा वक्त था, तुम थे, या मुकद्दर मेरा,
पर अब जो हुआ है, उसने दिल तोड़ दिया.
आंख से दूर न हो, दिल से उतर जाएगा,
वक़्त का क्या है, गुज़रता है, गुज़र जाएगा.
जिस दिन तेरा ज़िकर दिन में छूट जाता है,
रातों को कज़र समझ कर जाग लेता हूँ.
हस्ती को दोस्ती में फ़ना कौन करेगा 🤝💔
ये फ़र्ज़ ज़माने में अदा कौन करेगा 🌍🤔
हाथों की लकीरों को ज़रा देख नजूमी ✋🔮
ये देख मेरे साथ वफ़ा कौन करेगा 💞🤲
ख्यालों से भी मेरे दिक्कत है तुझे, और ज़िंदगी में आना भी नहीं है,
दिल में मेरे रहना भी नहीं है, और दिल से जाना भी नहीं है।
Also Read: Latest 45+ broken heart sad shayari in hindi
Broken Heart Shayari in Urdu

دل کو دیکھا ہے تری یاد کے طوفاں میں گم،
خود سے بچھڑا ہوں، مگر تُو ابھی ملتا نہیں۔
Dil ko dekha hai teri yaad ke toofan mein gum,
Khud se bichra hoon, magar tu abhi milta nahi.
کبھی وہ لوٹ کے آئے تو کہنا ہم ابھی ہیں،
ہم نے وعدے نہیں توڑے، وہ ہی بدل گئے۔
Kabhi woh laut ke aaye to kehna hum abhi hain,
Hum ne waade nahi torey, woh hi badal gaye.
تیری جدائی میں جو موسم گزرے ہیں، فیضؔ،
خزاں بھی شرمائے، بہار بھی روٹھ جائے۔
Teri judaai mein jo mausam guzre hain, Faiz,
Khizaan bhi sharmaaye, bahaar bhi rooth jaaye.
میرے خوابوں کی کرچیاں تجھ پہ قربان ہوں،
پر دل کہتا ہے — وہی خواب پھر سجا لوں۔
Mere khwabon ki karchiyan tujh pe qurbaan hoon,
Par dil kehta hai — wahi khwab phir saja loon.
اگر ہماری موجودگی اتنی ناگوار لگتی ہے،
تو دل سے ایسی دعا مانگو،
جو تمہیں سکون دے
اور ہمیں خاموشی دے جائے۔
Agr itni hi nafrat hony lagi ha hum sai,
Toh dil se koi aisi dua karna,
Ke tumhari dua bhi qubool ho jaye
Aur hamari maut bhi ho jaye.
ممکن ہے میری ذات میں کئی کمزوریاں ہوں
مگر خوشی ہے کہ میں کسی کے جذبات سے کھیلنا نہیں جانتا
Mumkin hai mere kirdaar mein bohot si khamiyan hongi,
Par shukar hai kisi ke jazbaat se khelne ka hunar mujhe nahi aata.
Also Read: 50+ Best Broken Heart Shayari in Urdu (2026 Collection).
Read more broken heart shayari in Urdu.
More Sad Lines

Uski mohabbat ka silsila bhi kya ajeeb thaa.
Apna bhi na banaya aur kissi aur ka hone bhi na diya..!
Hum Toh Bane Hi The Tabash Home Ke Liye..
Tera Chhod Ke Jane Toh Mahez Bahana Ban Gaya
Dil laga baithe the jis se,
Wohi dil ko be-mol kar gaya
Thodi Mohabbat To Tujhe Bhi Thi Mujhse,
Warna Itna Waqt Barbad Na Karte Dil Todne Ke Liye
Tu Ne Goor Hi Nahi Kiya, Meri Chahat Ke Takaze Par,
Main Tere Pas Aya Tha, Khuda Ke Hote Howe.
Alvida kehna hi tha toh jndagi mein
Aaye kyun Juda hona hi tha toh hume se di lagaya kyun
Rham dil log hamesha dhoka khaate hain.
inkay woh galat logon par bharosa karte hain.
Mere Dil Mein Gham Hai Jo Mujhe Jeenay Nahin
Deta Na Aashna Nahin Dil Mera Magar
Dard e Judai Peenay Nahin Deta
Also Read: 45+ broken heart sad shayari best for GF & BF (2026 Collection).
Dard Bhari Shayari

Sapna kuch aur hi dekha tha lekin,
Waqt ne kuch aur hi dikha diya…!!
सपना कुछ और ही देखा था लेकिन,
वक़्त ने कुछ और ही दिखा दिया…!!
Tere baad mera kaun humdard banega,
Maine apne bhi kho diye tujhe paane ki zid mein.
तेरे बाद मेरा कौन हमदर्द बनेगा,
मैंने अपने भी खो दिए तुझे पाने की ज़िद में।
Prem sabr hai, sauda nahi,
Isi liye to sab se hota nahi.
प्रेम सब्र है, सौदा नहीं,
इसीलिए तो सब से होता नहीं।
Har koi yahan phansa hua hai waqt ki zanjeeron mein,
Har koi yahan hasta hai keval tasveeron mein.
हर कोई यहाँ फँसा हुआ है वक़्त की ज़ंजीरों में,
हर कोई यहाँ हँसता है केवल तस्वीरों में।
Pehle mujhe bhi ishq ka nasha tha dosto,
Par jab se dil toota hai, nashe se ishq ho gaya.
पहले मुझे भी इश्क़ का नशा था दोस्तों,
पर जब से दिल टूटा है, नशे से इश्क़ हो गया।
Dilon ka khel jo khelo to yeh bhool mat jaana,
Ke khel-khel mein aksar khilone toot jaate hain.
दिलों का खेल जो खेलो तो यह भूल मत जाना,
कि खेल-खेल में अक्सर खिलौने टूट जाते हैं।
Zindagi ke dukh bohot gehre hain ae dil,
Sab se bewafa karke humein akela chhor gaye hain.
ज़िंदगी के दुख बहुत गहरे हैं ऐ दिल,
सबसे बेवफ़ा करके हमें अकेला छोड़ गए हैं।
Apne kuch guzre waqt se nafrat hai mujhe,
Apni kuch khwahishon par sharminda hoon main.
अपने कुछ गुज़रे वक़्त से नफ़रत है मुझे,
अपनी कुछ ख़्वाहिशों पर शर्मिंदा हूँ मैं।
Also Read: 30+ Very Painful Dard Broken Heart Shayari (2026 Collection).
Heart Broken Shayari for Girlfriend

💔किसको अपना बनाया नहीं जाता,
जबरदस्ती का रिश्ता निभाया नहीं जाता,
जो दिल के करीब होते है वही अपने होते है,
गेरो को सपनो में बसाया नहीं जाता😫
पल पल आपको सतायेंगे हसाएंगे,
हमारा रिश्ता है हम निभाएंगे,
आपको तोह फुर्सत ही नहीं याद करने की,
पर हम एसएम्एस करके याद दिलाएंगे !
😫उसकी ही जुस्तजू थी और वो ही न रहा,
बहुत कुछ है पास लेकिन कुछ भी न रहा,
कहता था कि इक पल न रहेंगे तेरे वगैर,💔
💔हम दोनो रह गये बस वो वादा ही न रहा
जिसे जितना चाहा उतना ही दूर हो गया,
दिल भी अब तो हर रिश्ता अधूरा हो गया
वो वादा करके मुकर गया,
प्यार था मेरा, मगर कोई और उधर गया
आँखों में आंसू और होंठों पे हँसी,
ये मोहब्बत भी क्या अजीब चीज़ बनी
Also Read: 40+ heart broken Shayari in Hindi for girlfriend in 2026.
Broken Heart Shayari in Punjabi

Tuteya dil vi ajj sawaal karda ae,
Jihnu apna samjheya si, oh hi dhokha karda ae.
टूटा दिल भी आज सवाल करता है,
जिसे अपना समझा था, वही धोखा करता है।
Asi hass ke dard lukha lende rahe,
Oh samajh baithe ke asi khush rehnde rahe.
हम हँस कर दर्द छुपाते रहे,
वो समझ बैठे कि हम खुश रहते रहे।
Ishq Punjabi dilan da khel nahi hunda,
Jithe dil tut jaave, othe kuch vi pehle jaisa nahi hunda.
इश्क़ पंजाबी दिलों का खेल नहीं होता,
जहाँ दिल टूट जाए, वहाँ कुछ भी पहले जैसा नहीं होता।
Tu chhad ke gayi, saah vi rooth gaye,
Kujh apne si jo dard vich hi chhoot gaye.
तू छोड़ के गई, साँसें भी रूठ गईं,
कुछ अपने थे जो दर्द में ही छूट गए।
Dil di kahani har kise nu sunayi nahi jandi,
Punjabi dil tut jaave, par awaaz nahi aandi.
दिल की कहानी हर किसी को सुनाई नहीं जाती,
पंजाबी दिल टूट जाए, पर आवाज़ नहीं आती।
Also Read: 70+ broken heart Shayari in Punjabi for Status in 2026.
Read more broken heart shayari in Punjabi.
Heart Broken Shayari for Boyfriend

Tumhein paane ki zid mein khud ko hi kho diya,
Dil tumhara tha, phir bhi humne hi ro diya.
तुम्हें पाने की ज़िद में खुद को ही खो दिया,
दिल तुम्हारा था, फिर भी हमने ही रो दिया।
Tumhare waadon ne mujhe jeena sikhaaya nahi,
Bas toot kar chup rehna sikha diya.
तुम्हारे वादों ने मुझे जीना सिखाया नहीं,
बस टूट कर चुप रहना सिखा दिया।
Humne to sirf mohabbat ki thi bewafai nahi,
Phir bhi saza humein hi mili, tumhein nahi.
हमने तो सिर्फ मोहब्बत की थी, बेवफ़ाई नहीं,
फिर भी सज़ा हमें ही मिली, तुम्हें नहीं।
Tum door hue to pata chala,
Dil sirf toot-ta nahi, khamosh bhi ho jaata hai.
तुम दूर हुए तो पता चला,
दिल सिर्फ टूटता नहीं, खामोश भी हो जाता है।
Aaj bhi tumhara naam le kar ro lete hain,
Dil ke zakham hum lafzon mein dho lete hain.
आज भी तुम्हारा नाम लेकर रो लेते हैं,
दिल के ज़ख़्म हम लफ़्ज़ों में धो लेते हैं।
Tumne chhorna tha to bata dete pehle,
Itni gehri mohabbat kyun sikha di humein.
तुमने छोड़ना था तो बता देते पहले,
इतनी गहरी मोहब्बत क्यों सिखा दी हमें।
Tumhare baad kisi se dil lagaya nahi,
Dil tha hi nahi jo phir se toot jaaye.
तुम्हारे बाद किसी से दिल लगाया नहीं,
दिल था ही नहीं जो फिर से टूट जाए।
Mohabbat mein sab kuch haar baithe hum,
Bas yaadein reh gayi aur tum kisi aur ke ho gaye.
मोहब्बत में सब कुछ हार बैठे हम,
बस यादें रह गईं और तुम किसी और के हो गए।
Also Read: 50+ Selected heart broken shayari for boyfriend & girlfriend.
Sad Heart Poetry

Us ne dard itna diya ke saha na gaya
Us ki aadat si thi is liye raha na gaya.
Aaj bhi roti hoon usay door dekh ke
Lekin dard dene wale se yeh kaha na gaya.
Dil laga baithe the jis se,
Wohi dil ko be-mol kar gaya
Pyar sabhi ko jeena sikha deta hai
Wafa ke naam par marna sikha deta hai.
Pyar nahi kiya to kar ke dekh lo yaaro
Zalim har dard sehna sikha deta hai.
Bas seh sakta hoon is dard ko, kehne ko kuch bacha nahi hai.
Us ke jaane ke baad zindagi mein ab aur kuch raha nahi hai.
Neend raaton ki udd chuki hai meri
So jaaun to tera sapna aata hai.
Tujhe paana chahta hoon lekin dar lagta hai
Dhoka kha na lena phir se yeh dil kehta hai.
Har baat mein aansu bahaaya nahi karte
Dil ki baat har kisi ko bataya nahi karte.
Log mutthi mein namak le ke ghoomte hain
Dil ke zakham har kisi ko dikhaya nahi karte.
Rone ki saza na rulane ki saza hai
Yeh dard mohabbat ko nibhaane ki saza hai.
Hanste hain to aankhon se nikal aate hain aansu
Yeh us shakhs se dil lagane ki saza hai.
Dil mera jo agar roya na hota
Hum ne bhi aankhon ko bhigoya na hota.
Do pal ki hansi mein chhupa leta ghamon ko
Khawab ki haqeeqat ko jo sanjogaya nahi hota.
Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaaz
Aansu ke behne ka nahi hota hai andaaz.
Gham ka kabhi bhi ho sakta hai aaghaaz
Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsas.
Anjaane mein yun hi hum dil gawa baithe
Is pyar mein kaise dhoka kha baithe.
Un se kya gila karein, bhool to hamari thi
Jo baghair dil walon se hi dil laga baithe.
Dil mera jo agar roya na hota
Hum ne bhi aankhon ko bhigoya na hota.
Do pal ki hansi mein chhupa leta ghamon ko
Khawab ki haqeeqat ko jo sanjogaya nahi hota.
Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaaz
Aansu ke behne ka nahi hota hai andaaz.
Gham ka kabhi bhi ho sakta hai aaghaaz
Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsas.
Also Read: 50+ sad heart broken poetry best for sad and broken hearts.
broken heart shayari in hindi for love

जिसे जितना चाहा उतना ही दूर हो गया,
दिल भी अब तो हर रिश्ता अधूरा हो गया
वो वादा करके मुकर गया,
प्यार था मेरा, मगर कोई और उधर गया
आँखों में आंसू और होंठों पे हँसी,
ये मोहब्बत भी क्या अजीब चीज़ बनी
जिसे टूट कर चाहा, उसने ही तोड़ा,
ये दिल था मेरा या कोई खिलौना छोड़ा
तू मिला भी तो अधूरा सा मिला,
तेरा नाम दिल पे लिखा और तू खुद मिटा गया
फिर नहीं बसते वो दिल जो एक बार टूट जाते हैं,
कब्र कितनी ही संवारो कोई ज़िंदा नहीं होता।
इतनी क्या जल्दी है मुझे छोड़ने की
अभी तो हद बाकी है मुझे तोड़ने की !!
मेरा हाल देख कर मोहब्बत भी शर्मिंदा है
की ये शख्स सब कुछ हार गया फिर भी जिंदा है !!
Also Read: 50+ broken heart shayari in hindi for love.
Sad broken heart shayari on life

Anjaane mein yun hi hum dil gawa baithe,
Is pyaar mein kaise dhoka kha baithe.
Un se kya gila karein, bhool to hamari thi,
Jo baghair dil walon se hi dil laga baithe.
अनजाने में यूँ ही हम दिल गँवा बैठे,
इस प्यार में कैसे धोखा खा बैठे।
उनसे क्या गिला करें, भूल तो हमारी थी,
जो बग़ैर दिल वालों से ही दिल लगा बैठे।
Us ne dard itna diya ke saha na gaya,
Us ki aadat si thi is liye raha na gaya.
Aaj bhi roti hoon usay door dekh ke,
Lekin dard dene wale se yeh kaha na gaya.
उसने दर्द इतना दिया कि सहा न गया,
उसकी आदत सी थी इसलिए रहा न गया।
आज भी रोती हूँ उसे दूर देख कर,
लेकिन दर्द देने वाले से यह कहा न गया।
Pyaar sabhi ko jeena sikha deta hai,
Wafa ke naam par marna sikha deta hai.
Pyaar nahi kiya to kar ke dekh lo yaaro,
Zaalim har dard sehna sikha deta hai.
प्यार सभी को जीना सिखा देता है,
वफ़ा के नाम पर मरना सिखा देता है।
प्यार नहीं किया तो कर के देख लो यारों,
ज़ालिम हर दर्द सहना सिखा देता है।
Also Read: 50+ Sad Broken Heart Shayari on Life Best for Boys And Girls.
Bas seh sakta hoon is dard ko, kehne ko kuch bacha nahi hai,
Us ke jaane ke baad zindagi mein ab aur kuch raha nahi hai.
बस सह सकता हूँ इस दर्द को, कहने को कुछ बचा नहीं है,
उसके जाने के बाद ज़िंदगी में अब और कुछ रहा नहीं है।
Neend raaton ki udd chuki hai meri,
So jaaun to tera sapna aata hai.
Tujhe paana chahta hoon lekin dar lagta hai,
Dhoka kha na loon phir se yeh dil kehta hai.
नींद रातों की उड़ चुकी है मेरी,
सो जाऊँ तो तेरा सपना आता है।
तुझे पाना चाहता हूँ लेकिन डर लगता है,
धोखा खा न लूँ फिर से यह दिल कहता है।
Har baat mein aansu bahaya nahi karte,
Dil ki baat har kisi ko bataya nahi karte.
Log mutthi mein namak le ke ghoomte hain,
Dil ke zakhm har kisi ko dikhaya nahi karte.
हर बात में आँसू बहाया नहीं करते,
दिल की बात हर किसी को बताया नहीं करते।
लोग मुट्ठी में नमक ले के घूमते हैं,
दिल के ज़ख़्म हर किसी को दिखाया नहीं करते।
Rone ki saza na rulane ki saza hai,
Yeh dard mohabbat ko nibhaane ki saza hai.
Hanste hain to aankhon se nikal aate hain aansu,
Yeh us shakhs se dil lagaane ki saza hai.
रोने की सज़ा न रुलाने की सज़ा है,
यह दर्द मोहब्बत को निभाने की सज़ा है।
हँसते हैं तो आँखों से निकल आते हैं आँसू,
यह उस शख़्स से दिल लगाने की सज़ा है।
Conclusion
A broken heart carries deep pain, silent tears, and unforgettable memories. This collection of 100+ Famous Broken Heart Shayari for Emotional Status is made for everyone who feels lost in love, breakup, or silence. Whether you are searching for broken heart shayari in English, heart broken shayari in Hindi, Urdu, Punjabi, Gujarati, Odia, or Marathi, these lines give words to your emotions.
From 2 line broken heart shayari, very sad heart broken shayari for girl, heart broken shayari for girlfriend or boyfriend, to best heart broken shayari in Urdu text copy and paste, every shayari reflects true pain and love. You can also find broken heart shayari images, DP, wallpapers, TikTok videos, and downloadable sad shayari to express your feelings on social media.
If you love sad shayari heart broken in Hindi, broken heart attitude shayari, or heart touching broken heart shayari, this collection is perfect for you. Let these love broken heart shayari, sad love shayari, and two line broken heart poetry help you release emotions and heal slowly. Sometimes, shayari understands our pain better than people do 💔✨
More Broken Heart Shayari
अगली बार मिलो तो हाथ मत मिलाना, तुम थाम नहीं पाओगे और हम छोड़ नहीं पाएंगे ।
हमने हर दुख को मोहब्बत की इनायत समझा, हम कोई तुम थोड़े ही थे कि तुमसे शिकायत करते।
आ चुका है मुझमें तुझे छोड़ने का हौसला, मैं आख़िरी सांस लेता हूँ और तुम आज़ाद।
अपने उसूल कुछ इस तरह तोड़े हमने, गलतियाँ नहीं थीं फिर भी हाथ जोड़े हमने।
रात मुझे ख़्वार हम फ़क़ीरों से, दम कराने शराब ले आए।
दिल ना-उम्मीद तो नहीं, नाकाम ही तो है, लंबी है ग़म की शाम मगर शाम ही तो है।
काश कभी यूँ भी हो कि मेरे आँसू देखकर उसका दिल पिघल जाए, काश कभी यूँ भी हो मेरे दिल का दर्द सुन उसके भी आँसू निकल जाएँ।
कितनी मोहब्बत करता हूँ उससे कभी एहसास हो उसको भी, काश यूँ भी हो कि उसका दिल मेरे प्यार भरे दिल से बदल जाए।
तन्हा ही कट रहा है सफर मेरी ज़िंदगी का, काश यूँ भी हो वो बन हमसफ़र मेरे साथ चल जाए।
उसके बिन मेरी ये तन्हा शाम ढलने का नाम नहीं लेती, काश उसके संग प्यार भरी सुबह हो मेरी और तन्हा शाम ढल जाए।
इस दीवाने दिल को हर दम उसकी ही तमन्ना रहती है, काश यूँ भी हो मेरी तमन्ना लिए उसका दिल भी मचल जाए।
नहीं है अब कोई शिकायत तुमसे, तुम रखो दूसरों को खुश, हम तन्हा ही अच्छे हैं।
मोहब्बत न करते तो आज उदास न होते, वफादार और तुम, ख्याल अच्छा है।.
दिल मे रहने वाले अब मन से उतर रहे हैं, शिकायत तो बहुत है, पर अब वो सफर कर रहे हैं।.
भूलना था तो ये इकरार किया ही क्यों था? इतना न याद आ कि तुझे भुला न सकूं।.
चला था ज़िक्र ज़माने की बेवफाई का, मैं फिर ना मिलूँगा कहीं ढूंढ लेना।.
एक तरफ़ा ही रही हमेशा मोहब्बत मेरी, उसकी याद के जब ज़ख़्म भरेंगे।.
अगली बार मिलो तो हाथ मत मिलाना, तुम थाम नहीं पाओगे और हम छोड़ नहीं पाएंगे ।.
मुझे क्या पता मेरा दिल कब टूटा, दिल टूटने पर आवाज़ कहाँ होती है ।.
एक गलती रोज़ कर रहे हैं हम जो मिलेगा नहीं कभी उसपे मर रहे हैं हम !
बहुत अजीब से हो गए हैं ये रिश्ते आजकल, सब फुरसत में हैं पर वक़्त किसी के पास नही।
मुझको अता अजीब निशानी वो कर गया, वो रोज़ बिछड़ने के क़िस्से सुनाया करता था मुझे, फिर मालूम हुआ वो समझाया करता था मुझे.
मेरी ज़ात के जंगल में आग फैली है बुझा न पाओ तो जलने का हौसला रखना.
रस्म-ए-उल्फ़त ये इजाज़त नहीं देती, वरना हम भी ऐसा तुम्हें भूलें कि क्या याद करो.
Broken hearts carry the deepest emotions that words often struggle to express. In this collection of 50+ broken heart shayari in English best Shayari Collection, you’ll find heart-touching lines filled with pain, love, and silence. Whether you’re dealing with heartbreak, lost love, or lonely nights, these Broken Heart Shayari will connect with your feelings and speak straight to your soul.
Dhond Lo Hum Se Ziyada Chahne Wala Mil Jaye To Khush Rehna, Na Mile To Hum Phir Bhi Tumhare Hai.
Usne Kaha Bhool Jao Mujhe Hum ne bi Rotay Hoye Keh Diya Kon Ho tum.
Tum se mahobbat teri aukat se jyada ki thi Ab baat nafrat ki hai soch tera kya hoga.
Maana ki mujhe pyr krna nhi aata per tu bta ki tujhe dil todna kisne sikhaya.
Bhul to jaau tujhe Par mere paas rahega kya?
Zakham de kar na puch dard ki shiddat Dard to phir dard hai, kam kya, zeyaada kya.
Aasuoo Ko Palko Me Laya Na Kijiye Dil Ke Baat Har Kisse Ko Bataya Na Kijye Mutthe Me Namak Lekar Gumte Hai Log Aapne Zhkhame Har Kise Ko Dikhaya Na Kijye!
Jaane kis ka zikr hai is afsaane mein Dard maze leta hai jo dohraane mein.
Dil par dastak dene kaun aa nikla hai Kis ki aahat sunta hoon veeraane mein.
Hum us mod se uth kar agle mod chale Unko shayad umr lagegi aane mein.
Jo tere husn pe marte hain bohot se honge Par tere dil ka talabgaar koi aur hai naa.
Jis keliye sab luta diya humne, Woh kehti hai unko bhula diya humne, Gaye, they hum unke aansu pochnein, Ilzam de diya ke unko rula diya humne.
Hum ne alvida keh diya muskurate hue Dil andar se bohat ro raha tha Jo apna tha kal tak Aaj usse ajnabi kehna pad raha tha.
Tera chhod jaana bhi ek kahani ban gaya Aur mera toot jaana bhi aam baat ho gayi Jo khwab hum ne saath dekhe the Woh yaadein ban kar reh gayi.
Breakup ke baad yeh samjha hum ne Ke sab saath rehne ke liye nahi hote Kuch log bas sabak hote hain Jo zindagi bhar yaad rehte hain.
Tujh se bichhad kar yeh jaana Ke khamoshi bhi bohat bolti hai Jo lafz tu ne kahe bina keh diye Unki goonj dil mein roz hoti hai.
Hum ne pyaar poori shiddat se kiya Par anjaam poori tanhai nikla Jo saath chhod jaaye beech raah mein Uska pyaar bhi adhoora nikla.
Suna hai sab kuch mil jaata hai Google par Murshad! Wafa mile to location bhejna mujhe.
Lehron Se Khelna To Sagar Ka Shauk Hai, Lagti Hai Chot Kaise, Kinaron Se Puchhiye.
Badal jaate hain woh log waqt ki tarah, Jinhe had se zyada waqt diya jaata hai.
ere baad mera kaun humdard banega, Maine apne bhi kho diye tujhe paane ki zid mein.
Sapna kuch aur hi dekha tha lekin, Waqt ne kuch aur hi dikha diya.
Wafa ki umeed thi magar dhoka mila, Dil diya jise, usi ne dard naya diya.
ज़ेहन में सोचों का हुजूम है, और कहने को ज़ुबान पर एक लफ़्ज़ भी नहीं।
एक तमन्ना थी जो बाकी न रही, मुझे तिश्नगी की आरज़ू भी साक़ी न रही।
यूँ ही तो फ़िज़ा सोगवार नहीं होती, कहीं तो कोई सितम बरपा हुआ होता है।
कोई भी राह न उस शख्स से निकाली गई, हमारे बीच में जो बात थी वो पा ली गई।
खार, गुल, चाँद, तारे भी हैं रास्ते, गर समझो तो इशारे भी हैं रास्ते।
मिलना हमारा शायद मुमकिन नहीं है, हाँ अगर वो चाहे तो मुश्किल भी नहीं।
हाल-ए-ग़मज़ार जो कर रहे हैं, मौत से पहले ही मर रहे हैं।
जब दिल दुखते हैं तो, ज़ुबानें खुद ही बंद हो जाती हैं।
Teesra shakhs aaya nahi, use bulaya gaya Hamari kahani mein teesra mujhe thaharaya gaya
Is baar kyun na main bhi hadd kar doon Khona chahte ho na mujhe main madad kar doon
Ab lakh tere dar ke dareeche khule rahein Aawaz mar gayi to sadaein kahan se doon
Na raston ne saath diya Na manzilon ne intezaar kiya
If your heart is broken and words feel hard to find, this collection of Latest 45+ Broken Heart Sad Shayari in Hindi will help you express your deepest emotions. From pain of lost love to silent tears and lonely nights, these Broken Heart shayari capture every feeling of heartbreak. Whether you want to share your sadness or heal through words, these powerful lines will connect with your soul.
Har dard se bada dard hai dard-e-judai, Tu nahi toh mere paas hai meri tan hai.
Zakhm deke na pooch dard ki shiddat, Jis dil mein tum rehte the na Ab wo dil toot chuka hai…
Zindagi ki haqeeqat ko bas itna hi jaana hai, Dard mein akele hain khushiyon mein zamana hai.
Jaane wale teri tasveer bhi le ja mujhse, Lut raha hoon toh ye jaageer bhi le ja mujhse.
Kabhi paas baitho toh batayein ki dard kya hai, Kyun is tarah tanha chhod gaye tum, kya hum bure the.
Bhala den ke tumhein thoda sabar to kejiye Aap ki tarah hone mein kuch waqt to lagega.
Kahin tum bhi na ban jaaun mauzu kisi kitaab ka Log bade shauq se padhte hain kahaniyaan bewafaon ki.
Kisi na kisi se woh nibhaayegi zaroor Chaahe jhoothi jo pee gayi thi meri.
Woh mere bina khush hai to shikayat kaisi Ab use khush bhi na dekhoon to mohabbat kaisi.
Mere talash ka juram hai ya mere wafa ka qasoor Jo dil ke qareeb aaya wahi bewafa nikla.
Hum fakeeron se kya poochhte ho daastaan-e-mohabbat Hum to bewafaon ko bhi jeene ki dua dete hain.
50+ Sad Broken Heart Shayari on Life Best for Boys And Girls is a heartfelt collection of emotional lines that express the deep pain of love and life. When trust breaks and feelings hurt, words become the only way to share what the heart feels. These sad broken heart shayari help boys and girls express their hidden emotions, silent tears, and true feelings in a simple yet powerful way.
ज़िंदगी का हासिल, सिर्फ़ हसरत ही है ये नहीं मिला, वो हुआ नहीं, ये मिला नहीं, वो रहा नहीं
कयामत जैसी हैं तुम्हारी आँखें तुम आखिर किसका ख़्वाब देखते हो।
उसे ढूँढता हूँ मैं रात दिन वो जो खो गया मेरी पहचान में।
मिज़ाज में थोड़ी सख़्ती ज़रूरी है लोग समंदर पी जाते अगर खारा न होता।
तरीके से किया था हमसे तग़ाफ़ुल का शिकवा उसकी एक ही नज़र ने सब कुछ धूल में मिला दिया।
बहुत ख्याल रखते हैं वो अपने दिल का जहाँ नहीं लगता, वहाँ लगा लेते हैं।
मुझसे नहीं कटती ये उदास रातें कल सूरज से कहूँगा मुझे लेकर डूबे।
दर्द दिल का छुपाने के लिए, हम मुस्कुराते हैं, पर ये आँखें, ये दिल, हर पल तुम्हें याद आते हैं।
खामोशियों में छुपा है दर्द मेरा, दुनिया को दिखता सिर्फ मेरा हंसना है।
आँखों में आँसू दबाए मुस्कुराती हूँ, क्योंकि दर्द दिखाने से कोई समझता नहीं।
टूट गई हूँ अंदर से लेकिन, बाहर से मजबूत दिखना जरूरी है।
Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya…
Shaq to thaa mohabbat mein nuksaan hoga par saara mera hi hoga ye maloom na tha…
Dil lagakar chot khayi hai, humne dard ki rehnumai ki hai, mat pucho kaise guzarta hai ye safar, har saans ne maut ki chahai ki hai…
Aapko Bhule Vo Nazar Kaha Se Layein Kisi Aur Ko Chahe Vo Jigar Kaha Se Layein Reh Nahi Sakte Aapke Bina Uff Bhi Na Nikle Vo Dill Kaha Se Layein…
Dard De Gaye Sitam Bhi De Gaye Zakhm Ke Sath Marham Bhi De Gaye…
Kitna aur badalun khud ko tumhare liye, bas ek tum hi nahi badle baki sab badal gaya…
Mere dil ki dhadkan ban kar dil mein raho tum, yahi tamanna hai ki mere dil mein raho tum…
Apni haalat ka khud ehsas nahin hai mujh ko, main ne auron se suna hai ki pareshan hun main…
मुझे ढूँढने की कोशिश अब न किया कर, तूने रास्ता बदला तो मैंने मंज़िल बदल ली।
अपनी हालत का खुद एहसास नहीं है मुझको, मैंने औरों से सुना है कि परेशान हूँ मैं।
अब तो खुशी का ग़म है न ग़म की खुशी मुझे, बेहिस बना चुकी है बहुत ज़िंदगी मुझे।
कभी खुद पे, कभी हालात पे रोना आया, बात निकली तो हर एक बात पे रोना आया।
Mujhe Yaad Hai Mai Raat Bhar Na Soya Tha Us Din Na Milne Wali Chiz Ke Milne Ki Dua Kar Ke Mai Roya Tha Us Din…
Subah Uthna Nahi Chahta Tha Mai Din Ka Surj Dekhne Ke Liye Khud Se Khud Ko Maine Khoya Tha Us Din…
Band Bajo Se Saji Barat Uske Dar Pe Jashan Mana Rahi Thi Idhar Meri Zindagi Me Mano Qyamat C Aarahi Thi…
Na Kisi Ko Bta Paya Na Dil Ke Dar Ko Mai Halka Tha Kar Saka Khud Apne Hatho Se Uske Khato Ko Jalaya Tha Us Din…
Royi Wo Bhi Hogi Mujhe Yaad Kar Ke Ye Bhi Bakhubi Janta Tha Magar Bewafa Lafaz Bar Bar Uske Liye Labo Pe Aaraha Tha Us Din…
Nayi Duniya Bsayegi Wo Mujhko Ab Bhul Jayegi Yahi Soch Kar Khud Ko Jeete Jee Jalaya Tha Us Din…
Kash Kabhi Yun Bhi Ho Ke Mere Aansu Dekh Uska Dil Pighal Jaye Kash Kabhi Yun Bhi Ho Mere Dil Ke Dard Sun Aansu Uske Nikal Jaye….
Kitni Mohabbat Karta Hoon Usse Kabhi Ehsas Ho Usko Bhi Kash Yun Bhi Ho Ke Uska Dil Mere Pyar Bhre Dil Se Badal Jaye….
Tanha Hee Kat Rha Hai Safar Meri Zindgi Ka Kash Yun Bhi Ho Wo Ban Humsafar Mere Sath Chal Jaye….
Uske Bin Meri Yeh Tanha Sham Dhalne Ka Naam Nahi Leti Kash Uske Sang Pyar Bhri Subah Ho Meri Aur Tanha Sham Dhal Jaye….
Is Deewane Dil Ko Har Dum Uski Hee Tamanna Rahti Hai Kash Yun Bhi Ho Meri Tamanna Liye Uska Dil Bhi Machal Jaye…
hamane dil jo vaapas maanga to sir jhuka ke bole, vo to tunt gaya yuhi khelate khelate…
Love is beautiful, but when it breaks, the pain stays deep in the heart. This collection of 50+ broken heart shayari in Hindi for love expresses silent tears, lost trust, and unfinished stories. Each line of Broken Heart Shayari reflects true emotions of sadness, memories, and healing, making it perfect for anyone who has loved deeply and felt the pain of separation.
जाम क्या, मैं मजबूरी में ज़हर भी पी लूँगी, मुस्कुरा के न सही, रो-रो के जी लूँगी। पर ये सितम तेरा मैं हरगिज़ न सहूँगी, कुछ और मेरे दिल को तुझसे शिकायत नहीं, ऐ पगले! तुझ में थोड़ी भी शराफ़त नहीं!
मजबूरी में जब कोई जुदा होता है, ज़रूरी नहीं कि वो बेवफ़ा होता है। दे कर वो आपकी आँखों में आँसू, अकेले में आपसे भी ज़्यादा रोता है।
आँसुओं के चलने की आवाज़ नहीं होती; दिल के टूटने की आहट नहीं होती; अगर होता ख़ुदा को हर दर्द का एहसास; तो उसे दर्द देने की आदत नहीं होती!
आपको भूले वो नज़र कहाँ से लाएँ; किसी और को चाहे वो जिगर कहाँ से लाएँ; रह नहीं सकते आपके बिना; उफ़ भी न निकले वो ज़हर कहाँ से लाएँ!
आँसुओं को पलकों में लाया न कीजिए; दिल की बात हर किसी को बताया न कीजिए; मुट्ठी में नमक लेकर घूमते हैं लोग; अपने ज़ख़्मे हर किसी को दिखाया न कीजिए!
अरमान कोई सीने में आग लगा देता है; ख़्वाब कोई आकर रातों की नींद उड़ा देता है; पूछता हूँ जिससे भी मंज़िल का पता अब तो; वो रास्ता तेरे घर का ही बता देता है!
दर्द दे गए, सितम भी दे गए; ज़ख़्म के साथ मरहम भी दे गए; दो लफ़्ज़ों से कर गए अपना मन हल्का; और हमें कभी न रोने की क़सम दे गए!
दर्द ही सही मेरे इश्क़ का इनाम तो आया; ख़ाली ही सही हाथों में जाम तो आया; मैं हूँ बेवफ़ा सबको बताया उसने; यूँ ही सही उसके लबों पे मेरा नाम तो आया!
इसी से जान गया मैं कि वक़्त ढलने लगे; मैं थक के छाँव में बैठा तो पेड़ चलने लगे; मैं दे रहा था सहारे तो इक हुजूम में था; जो गिर पड़ा तो सभी रास्ता बदलने लगे!
मुझे उदास देखकर उसने कहा, मेरे होते हुए तुम्हें कोई दुख नहीं दे सकता; फिर ऐसा ही हुआ ज़िंदगी में; जितने दुख मिले सब उसी ने दिए।
जगमगाते शहर की रानियों में क्या न था; ढूँढने निकला जिसको बस वही चेहरा न था; हम वही, तुम भी वही, मौसम वही, मंज़र वही; फ़ासले बढ़ जाएँगे इतने कभी सोचा न था!
This collection of 50+ sad heart broken poetry is written for souls carrying pain, silence, and untold emotions. Each poem reflects the deep feelings of love, loss, and heartbreak, making it perfect for sad and broken hearts seeking comfort through words. For more, visit iloveshayarism .
Mere khwabon ki karchiyan tujh pe qurbaan hoon, Par dil kehta hai wahi khwab phir saja loon.
Meer ka dil to teri raah mein barbaad hua, Ab to yeh bhi nahi ke tu yaad aaye kabhi.
Jo ishq sikhata hai, wahi dard ata karta hai, Yeh dil shikastagi bhi ek nukta-e imaan hai.
Woh chup raha to mere lafz mar gaye sab, Khamoshiyon ne sab kahaniyan nigal lein.
Waqt ke zakhm bhi ab marham maangte hain, Yaad teri bhi ab dua banne lagi hai.
غم نے دل کو ایسا گھیر لیا خوشیوں کا راستہ ہی بدل گیا
یاد تیری راتوں کو جگاتی رہی آنسو خاموشی سے بہاتی رہی
محبت کا انجام بس فراق ہوا ہر خواب کا رنگ بے ذوق ہوا
اس کی یاد نے نیند چرا لی خاموش آنکھوں نے صدا دی
دل کے زخم کبھی بھرے نہ گئے یادوں کے دیے بجھے نہ گئے
شام ہوتے ہی چراغوں کو بُھجا دیتا ہوں دل ہی کافی ہے تیری یاد میں جلنے کے لیے
Frequently Asked Questions
What is broken heart shayari?
It is poetry about heartbreak. It turns pain into simple words. People read it when love hurts.
Where can I use these shayari lines?
You can use them as WhatsApp status. You can use them as Instagram captions. You can send them to someone who understands pain.
Are these available in Hindi and English?
Yes. This page has Hindi shayari. It has English lines. It also has Roman Urdu verses.
Can I share these lines for free?
Yes. Sharing is free. A credit to I Love Shayarism is always appreciated.
Also read our one sided love shayari collection.
