60+ Best Dosti Attitude Shayari in Hindi
Friendship becomes more special when attitude and loyalty walk together. In this collection of Best 60+ Dosti Attitude Shayari in Hindi, you will find bold, powerful, dosti attitude shayari in hindi 2 line and heart-touching lines of Dosti Shayari
that show the true style of friendship. These Dosti shayari express pride, honesty, and the unbreakable real friends. Enjoy the best attitude shayari only on iloveshayarism.
Table of Contents
Dosti Attitude Shayari in Hindi

Waqt aane par taqat dikhayenge,
Tum poora shehar khareed lo, hukoomat hum chalayenge.
वक़्त आने पर ताक़त दिखाएंगे,
तुम पूरा शहर खरीद लो, हुकूमत हम चलाएंगे।
Also Read: 90+ Dosti Shayari in Hindi Best for True Friendship Feelings
Jab samandar khamosh ho,
To gehraai se mazak nahi karte.
जब समंदर ख़ामोश हो,
तो गहराई से मज़ाक नहीं करते।
Hum aise saltanat ke badshah hain,
Jese koi munafiq nahi gira sakta.
हम ऐसे सल्तनत के बादशाह हैं,
जैसे कोई मुनाफ़िक़ नहीं गिरा सकता।

Hamara acha waqt to aane do murshad,
Yeh whole sale mein lage saare munafiq hum kharidenge.
हमारा अच्छा वक़्त तो आने दो मुर्शद,
ये होल सेल में लगे सारे मुनाफ़िक़ हम ख़रीदेंगे।
dosti shayari in hindi attitude

Mulaqat maut se ho to, ho jaaye,
Par khair kar jhukta, yeh mujhe pasand nahi.
मुलाक़ात मौत से हो तो, हो जाए,
पर ख़ैर कर झुकता, ये मुझे पसंद नहीं।
Kutton ke bhonkne se,
Sher khaufzada nahi hota.
कुत्तों के भौंकने से,
शेर ख़ौफ़ज़दा नहीं होता।
Agar hum saanp paal sakte hain,
To zeher nikaalta bhi khoob jaante hain lala.
अगर हम साँप पाल सकते हैं,
तो ज़हर निकालता भी ख़ूब जानते हैं।
Mujhe fakhr hai apni tarbiyat par,
Main gusse mein bhi baat karne ki tameez nahi bhoolta.
मुझे फ़ख़्र है अपनी तरबीयत पर,
मैं ग़ुस्से में भी बात करने की तमीज़ नहीं भूलता।
dosti attitude shayari in hindi 2 line

Wo hamari ginti mein bhi nahi hain 🥀👿,
Jo aaj kal khud ko hamara mukhalif samajhte hain 🔥💯.
वो हमारी गिनती में भी नहीं हैं 🥀👿,
जो आजकल ख़ुद को हमारा मुख़ालिफ़ समझते हैं 🔥💯।
Aur hum tumhe wahi khade nazar aayenge,
Jaha tumhare bade bhagte hue nazar aayenge 🔥💯.
और हम तुम्हें वहीं खड़े नज़र आएंगे,
जहाँ तुम्हारे बड़े भागते हुए नज़र आएंगे 🔥💯।
Jhuthi shaan ke parinde hi phadphadate hain 🔥🔥,
Khandani baazuon ki udaan mein kabhi awaaz nahi hoti.
झूठी शान के परिंदे ही फड़फड़ाते हैं 🔥🔥,
ख़ानदानी बाज़ुओं की उड़ान में कभी आवाज़ नहीं होती।
Bure nahi the hum par sabko bure lage 💔,
Agar sach mein bure hote to socho kitne fasaad hote 🔥.
बुरे नहीं थे हम पर सबको बुरे लगे 💔,
अगर सच में बुरे होते तो सोचो कितने फ़साद होते 🔥।
Hamein girane wale lifafe tahayyat 🎭,
Uthne ke qabil nahi rahenge ✨.
हमें गिराने वाले लिफ़ाफ़े ताहयात 🎭,
उठने के क़ाबिल नहीं रहेंगे ✨।
Zameer bech kar shohrat pane walon 🤫🤥,
Tumhare urooj se hamara zawal acha hai 🤞💪.
ज़मीर बेच कर शोहरत पाने वालों 🤫🤥,
तुम्हारे उरूज से हमारा ज़वाल अच्छा है 🤞💪।
shayari in hindi attitude dosti

Jab hum izzat dete hain to hisab nahi karte 😎,
Aur jab lete hain tab lihaj nahi karte 🎭.
जब हम इज़्ज़त देते हैं तो हिसाब नहीं करते 😎,
और जब लेते हैं तब लिहाज़ नहीं करते 🎭।
Utna hi bolo zubaan se,
Jitna phir sun sako kaan se.
उतना ही बोलो ज़ुबान से,
जितना फिर सुन सको कान से।
Hum zakhm gehre denge,
Tum thoda sabr to karo.
हम ज़ख़्म गहरे देंगे,
तुम थोड़ा सब्र तो करो।
Bahot shareef hu main,
Jab tak koi ungli na kare.
बहोत शरीफ़ हूं मैं,
जब तक कोई उंगली ना करे।
Shararat karo, sajishein nahi,
Hum shareef hain, seedhe nahi.
शरारत करो, साज़िशें नहीं,
हम शरीफ़ हैं, सीधे नहीं।
Humse takrane ki jurrat mat karna,
Hamari muskan mein bhi aag chhupi hoti hai.
हमसे टकराने की जुर्रत मत करना,
हमारी मुस्कान में भी आग छुपी होती है।
Humse takrane ki jurrat mat karna,
Hamari muskan mein bhi aag chhupi hoti hai.
हमसे टकराने की जुर्रत मत करना,
हमारी मुस्कान में भी आग छुपी होती है।
Dosti attitude shayari in hindi for boy

Jise dekh kar dushman bhi bole – “Bach ke rehna,
Wo naam hai mera, kaam se nahi… shaan se chalta hoon!
जिसे देख कर दुश्मन भी बोले – “बच के रहना,
वो नाम है मेरा, काम से नहीं… शान से चलता हूं!
Meri auqat ka andaza tu na laga payega,
Kyunki sher kabhi bata kar shikar nahi karta!
मेरी औक़ात का अंदाज़ा तू न लगा पाएगा,
क्योंकि शेर कभी बता कर शिकार नहीं करता!
Hum wo khel nahi jo qismat se jeeta jaaye,
Hum wo baazi hain jo himmat se jeeti jaati hai!
हम वो खेल नहीं जो क़िस्मत से जीता जाए,
हम वो बाज़ी हैं जो हिम्मत से जीती जाती है!
Jo humein samajh na sake wo humein kya harayenge,
Hum to apni raah khud banate hain.
जो हमें समझ न सके वो हमें क्या हराएंगे,
हम तो अपनी राह ख़ुद बनाते हैं।
Meri udaan ko rok pana asaan nahi,
Main un pankhon se udta hoon jo toofanon mein bane hain.
मेरी उड़ान को रोक पाना आसान नहीं,
मैं उन पंखों से उड़ता हूं जो तूफ़ानों में बने हैं।
Dosti attitude shayari in hindi for girl

Duniya ki soch se pare hai mera andaz,
Main wahan khada hoon jahan koi rasta nahi jata.
दुनिया की सोच से परे है मेरा अंदाज़,
मैं वहां खड़ा हूं जहां कोई रास्ता नहीं जाता।
Mere safar mein kaante bichhane walon se keh do,
Hum to phoolon se bhi rasta bana lete hain.
मेरे सफ़र में कांटे बिछाने वालों से कह दो,
हम तो फूलों से भी रास्ता बना लेते हैं।
Hamari khamoshi ko kamzori mat samajhna,
Hum wo hain jo toofanon ko bhi mod dete hain.
हमारी ख़ामोशी को कमज़ोरी मत समझना,
हम वो हैं जो तूफ़ानों को भी मोड़ देते हैं।
Apna # mayaar hona chahiye,
Ghurur to do takke ke log bhi karte hain.
अपना # मयार होना चाहिए,
ग़ुरूर तो दो टके के लोग भी करते हैं।
Khoon mein wo ubaal aaj bhi khandani hai,
Duniya hamare shoq ki nahi, tewar ki deewani hai.
ख़ून में वो उबाल आज भी ख़ानदानी है,
दुनिया हमारे शौक़ की नहीं, तेवर की दीवानी है।
Dehshat failani hai to sher ki tarah failao,
Darana to kutte bhi jaante hain.
दहशत फैलानी है तो शेर की तरह फैलाओ,
डराना तो कुत्ते भी जानते हैं।
Main agar uchalta hoon to apne doston ke dum pe,
Mujhe yaqeen hai main agar gir bhi jao to,
Mujhe uthane ye phir se aayenge.
मैं अगर उछलता हूं तो अपने दोस्तों के दम पे,
मुझे यक़ीन है मैं अगर गिर भी जाऊं तो,
मुझे उठाने ये फिर से आएंगे।
Hum bohot ache dost hain,
Per saath mein ek bhi selfie nahi hai.
हम बहुत अच्छे दोस्त हैं,
पर साथ में एक भी सेल्फ़ी नहीं है।
Kon kehta hai ke dosti barbaad karti hai,
Nibhane wala ho to duniya yaad karti hai.
कौन कहता है के दोस्ती बर्बाद करती है,
निभाने वाला हो तो दुनिया याद करती है।
Dosti attitude shayari in hindi english

Hum waqt dekh kar yaar nahi badalte,
Hum yaar ke kehne par waqt badalte hain.
हम वक़्त देख कर यार नहीं बदलते,
हम यार के कहने पर वक़्त बदलते हैं।
Ye na poochein ke raat ke is peher hum kidhar chal pade,
Dost hota hai wo jo sirf ek awaaz par chal pade.
ये न पूछें के रात के इस पहर हम किधर चल पड़े,
दोस्त होता है वो जो सिर्फ़ एक आवाज़ पर चल पड़े।
Noton par photo to hamari bhi ho sakti thi 🤑,
Par kisi ki jeb mein rehna hamein pasand nahi.
नोटों पर फ़ोटो तो हमारी भी हो सकती थी 🤑,
पर किसी की जेब में रहना हमें पसंद नहीं।
Tera ghamand ek din tujhe hi harayega,
Main kya hoon, yeh to tujhe waqt hi batayega.
तेरा घमंड एक दिन तुझे ही हराएगा,
मैं क्या हूं, यह तो तुझे वक़्त ही बताएगा।
Dosti Attitude Shayari and quotes in English

Dushmanon ki bheed mein rasta banakar chalta hoon,
Yaaron ka yaar hoon, sir uthakar chalta hoon.
दुश्मनों की भीड़ में रास्ता बनाकर चलता हूं,
यारों का यार हूं, सिर उठाकर चलता हूं।
Masti mein rahun to mitti se bhi khelta hoon 😏,
Ana parasti mein aa jaun to chand ko bhi nazarandaaz kar dun.
मस्ती में रहूं तो मिट्टी से भी खेलता हूं 😏,
अना परस्ती में आ जाऊं तो चांद को भी नज़रअंदाज़ कर दूं।
Shayad tum nawaaqif ho mere mizaj se,
Teri umeed se bhi zyada sanki hoon.
शायद तुम नावाक़िफ़ हो मेरे मिज़ाज से,
तेरी उम्मीद से भी ज़्यादा सनकी हूं।
Samandar ki tarah hai hamari pehchaan 😎,
Upar se khamosh, andar se toofaan 🌪️.
समंदर की तरह है हमारी पहचान 😎,
ऊपर से ख़ामोश, अंदर से तूफ़ान 🌪️।

Be matlab ki zindagi ka silsila khatam,
Ab jaisi duniya, waise hi hum 🤬.
बे मतलब की ज़िंदगी का सिलसिला ख़त्म,
अब जैसी दुनिया, वैसे ही हम 🤬।
Conclusion:
True friendship is not just about memories; it’s about the attitude, respect, and trust that hold two hearts together. These Best 60+ Dosti Attitude Shayari in Hindi remind us Dosti attitude shayari in hindi english translation that real friends stand strong, speak boldly, and never let each other fall. If you love shayari that carries both emotion and style, then this collection is your perfect match. Keep enjoying life more attitude-filled friendship shayari only on iloveshayarism.
