Heart-Touching-Love-Shayari-in-English

50+ Heart Touching Love Shayari in English for True Love Feelings

Love is a feeling that comes straight from the heart. These 50+ heart touching love shayari in English are written to express true love feelings, deep emotions, and romantic love shayari thoughts in simple words. Each line reflects honesty, care, and the beauty of real love with
I Love Shayarism.

Heart Touching Love Shayari in English

Heart-Touching-Love-Shayari-in-English

Baarish aur Mohbbat Dono hi bohut Yaadgaar hote hai
Farq Sirf itana hai Baarish mein jism
Bheeg jata hai Aur Mohabbat mein Aankhein.

Also Read: 100+ Romantic heart touching Love Shayari in English.

Tumse dur jane ka irada na tha,
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha…

Un parindo ko kaid karna meri fitrat mein nahi
Jo mere pinjre mein reh kar dusro
ke saath udhna pasand karte hai

Jab khamosh nigahon se baat hoti hai,
To isi tarah mohabbat ki shuruaat hoti hai.

Aao na kabhi thand ban kar,
Humein tumhari baahon mein beemar hona hai.

Us qadar kashish hai tumhari adaon mein,
Hum agar tum hote to khud se ishq kar lete.

Ik teri kulai pakadne ke sabab maine
Gaon mein chudiyon ka thela lagana hai.

Bohat qadeem saheefay gawahi dete hain,
Kabhi zameen pe mohabbat ki hukmarani thi.

Kya samajhte ho tum mohabbat ko,
Chaar haroofon mein ek azab hai.

Baithe hain agli nishiston pe tujhe dekhne ko,
Warna hum khaali classrooms mein bhi peeche baithe.

Apni muthi mein chhupa kar kisi jugnu ki tarah,
Hum tere naam ko chupke se padha karte hain.

Heart touching love shayari in english hindi with emoji

Heart-Touching-Love-Shayari-in-English

Kaise chhod doon tumse pyaar karna,
Tum bas chaahat nahi zaroorat ho meri.
💖🥹🫶✨💞

कैसे छोड़ दूँ तुमसे प्यार करना,
तुम बस चाहत नहीं जरूरत हो मेरी।
❤️‍🔥💘🥰🤍🌙

Humein seene se lagaakar humari saari kasak door kar do,
Hum sirf tumhare ho jaayein, humein itna majboor kar do.
🤗💔➡️❤️‍🩹💑✨

हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक दूर कर दो,
हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो।
🫂💞🥀➡️🌹💓

Na gussa kiya usne na mohabbat ki baat hui
Ajeeb tha voh shakhs jisse mulaqaat hui.
😶‍🌫️💭🥀💔✨

न गुस्सा किया उसने न मोहब्बत की बात हुई
अजीब था वो शख्स जिससे मुलाक़ात हुई।
🤍🕊️🥺💭🌑

Ishq, mohabbat, deewangi… ye bas lafz the,
Jab tum mile tab in lafzon ko maayne mile.
❤️‍🔥📖✨💫💘

इश्क मोहब्बत दीवानगी… ये बस लफ्ज थे,
जब तुम मिले तब इन लफ्जों को मायने मिले।
🌹💞✨🥰📜

Kaise mohabbat karoon, bahut gareeb hoon main
Log bikte hain, main khareed nahin sakta.
💔🥀😔💭🚫

कैसे मोहब्बत करूँ, बहुत गरीब हूँ मैं,
लोग बिकते हैं, मैं खरीद नहीं सकता।
😞💸💔🥀🖤

Talab ye hai ki main sar rakhoon tere seene par aur,
Tamanna ye ki mera naam pukarti hon dhadkane teri.

तलब ये है कि मैं सर रखूँ तेरे सीने पर और,
तमन्ना ये कि मेरा नाम पुकारती हों धड़कनें तेरी।
💖🌙💑💓🔔

heart touching love shayari in hindi english

Heart-Touching-Love-Shayari-in-English

Meri hayat ke saare safar pe bhaari hai,
Woh ek lamha, jo tere ishq mein thehr gaya.

Hum hi aaghaz-e-ishq mein anjaan the bohot,
Warna nikle the tere wasl ke unwan bohot.”

Dil se tujhe yaad karne ki aadat ho gayi hai,
Har lamha teri zarurat ho gayi hai.

Tumse milkar yeh ehsaas hua hai,
Ki zindagi kitni khoobsurat ho gayi hai.

Ishq hai ya ibadat, yeh samajh nahi aata,
Par jo bhi hai, bas tumse hai.

Tumhara hona hi mere jeene ka sabab hai,
Tumhare bina yeh zindagi ek azab hai.

Tumse door jaane ka soch bhi nahi sakte,
Tumhari yaadon mein hi zinda rehte hain.

Ishq tumse hai, yeh baat hai sachi,
Tumhari baaton mein hai kuch baat alag si.

Dil kehta hai bas tumse baat karoon,
Tumhari yaadon mein khud ko shaamil karoon.

heart touching love shayari in english for girlfriend

Heart-Touching-Love-Shayari-in-English

Ham se na ho sakegi mohabbat ki numaish
Bas itna jaante hain tumhe chahte hain hum.

Bin bole jo tum kehte ho, bin bole hi wo sun loon main
Bhar ke tumko in aankhon mein kuch khwab naye se bun loon main.”

Ho ke tum mere, mujhko mukammal kar do
Adhoore-adhoore ab hum khud ko bhi achhe nahi lagte.

Meri mohabbat thi yeh ya phir deewangi ki inteha
Ki tere hi paas se guzar gaya, tere hi khayal se.

Mere hontho par lafz bhi ab teri talab lekar aate hain
Tere zikr se mehakte hain, tere sajde mein bikhra jaate hain.

Woh surkh lab aur unpar zalim angdaaiyaan
Tu hi bata ye dil marta na to kya karta.

Chahat itni rakho ki jee sambhal jaye
Ab is qadar bhi na chaho ki dam nikal jaye.

Is sheher ba tameez mein ham jaise bad lihaaz,
Virso ko jee rahe hain mohabbat ko chhod kar.

Chalo achha hi hua khatam hua tamasha,
Ham dono par bojh thi mohabbat shayad.

Mehdood nazar aati thi pehle mujhe duniya,
Aur phir nazar aaye tere phayle hue baazu.

Teen cheezein hain jo meri apni nahi hain,
Ek tum, tumhari baatein aur tumhari mohabbat.

Tum bhi kar ke dekh lo mohabbat kisi se,
Jaan jaoge ke humne hansna kyun chhod diya.

Yeh to mohabbat hai tujh se, warna hum to yun hi,
Todh kar phenk dete hain ghuroor tere jaisoon ka.

Main kya kahoon ke is ka saath kaisa hai,
Woh ek shakhs poori kainaat jaisa hai.

love heart touching shayari in english

Heart-Touching-Love-Shayari-in-English

Tumhara khayal mere din ki shuruwat hai,
Tumhari yaadon mein meri raat hai.

Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao.
Khud na rutho kabhi par sabko manao,
Ye raz hai zindagi ka, bas jeete jao

Ek Kabristan Ke Bahar Likha Tha
Manzil To Teri Yahi Thi Bas Zindagi Guzar Gayi Teri Aate Aate
Kya Mila Tujh Ko Is Duniya Se Apno Ne Hi Dafna Diya Jate Jate

Hum Agar Aapse Mil Nahi Paate
Aisa Nahi Hai Ki Aap Hamein Yaad Nahi Aate
Maana Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jaate
Lekin Jo Dil Me Bas Jaate Hain Unhe Bhulaya Nahi Jaata

Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki,
Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki,
Apna dard kise dikhau aye dost,
Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki…

suno naa har roz rula dete ho
kya mere drd se drd nhi hota tumhe

Kaas Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye
Hum Bhi Kisike Sapno Me Aa Jaye
Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par
Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye…

kar li na tasalli tumne dil tod kar mera
maine bhi kaha tha kuch nahi hai iss mein tumhare siwa

Conclusion:

These 50+ Heart Touching Love Shayari in English for True Love Feelings perfectly capture the depth of emotions and the beauty of true love. Whether you want to express your heart to someone special or share your feelings, these heart touching love shayari in English copy paste are the perfect way to do it. Keep these lines close to your heart and let love speak through words.

Similar Posts