60+ Best Alone Shayari in English & Hindi (2026)
Feeling lonely or going through a painful heartbreak? Expressing your deepest feelings becomes easier when you have the right words. Explore our handpicked collection of alone shayari in English and Hindi to share your emotional pain, quiet moments, and tanhai. Whether you need deep lines for your Instagram captions, WhatsApp status, or Facebook reels, these heartbroken quotes and short poetry lines will touch your soul and speak what your heart feels.
Table of Contents
alone shayari in English Hindi

Tumhari yaad ke saaye hain aur tanhai hai,
Dil ne fariyad ki, par aawaz na aayi hai.
तुम्हारी याद के साये हैं और तन्हाई है,
दिल ने फरियाद की, पर आवाज़ न आई है।.
Dard itna hai ki aanso bhi sookh gaye,
Hum unke saharay thhay, wohi rooth gaye.
Also Read: 90+ Beautiful Romantic Shayari for Girlfriend & Boyfriend
दर्द इतना है कि आंसू भी सूख गए,
हम उनके सहारे थे, वही रूठ गए।.
Aaj khud ko itna tanha mehsoos kiya,
Jaise log dafna ke chhod gaye hon.
आज खुद को इतना तन्हा महसूस किया,
जैसे लोग दफना के छोड़ गए हों।.
Chhod do mujhe iss tanhai ke aalam mein,
Ab toh yeh saaye bhi azaab lagte hain.
छोड़ दो मुझे इस तन्हाई के आलम में,
अब तो यह साये भी अज़ाब लगते हैं।.
Alone shayari in English Hindi, love and attitude

Suna hai har baat ka jawab rakhti ho tum,
Kya tanhai ka bhi koi ilaaj rakhti ho tum?
सुनः है हर बात का जवाब रखती हो तुम,
क्या तन्हाई का भी कोई इलाज रखती हो तुम?.
Mera aur chaand ka naseeb ek jaisa hai,
Woh taaron mein tanha, aur main hazaron mein tanha.
मेरा और चाँद का नसीब एक जैसा है,
वो तारों में तन्हा, और मैं हज़ारों में तन्हा।.
Bheed mein chalna meri aadat nahi,
Akele chalne ka apna hi maza hai.
भीड़ में चलना मेरी आदत नहीं,
अकेले चलने का अपना ही मज़ा है।.
Tere bina yeh duniya adhuri lagti hai,
Teri ek jhalak se hi zindagi puri lagti hai.
तेरे बिना यह दुनिया अधूरी लगती है,
तेरी एक झलक से ही ज़िंदगी पूरी लगती है।.
Alone shayari in English Hindi for girls and boys

सुनः है हर बात का जवाब रखती हो तुम
क्या तन्हाई का भी कोई इलाज रखती हो तुम।.
छोड़ दो मुझे तन्हाई में
अब तो राबते भी अज़ाब लगते हैं।.
मेरा और चाँद का नसीब एक जैसा है
वो तारों में तन्हा, और मैं हज़ारों में तन्हा।.
आज खुद को इतना तन्हा महसूस किया
जैसे लोग दफना के छोड़ गए हों।.
तेरे बिना दुनिया अधूरी लगती है,
तेरी एक झलक से ज़िंदगी पूरी लगती है।.
मेरी बेचैन आँखों में जब वो तशरीफ लाते हैं
तसव्वुर उनके दामन से लिपट कर रक्स करता है।.
यूँ बरसती हैं तसव्वुर में पुरानी यादें
जैसे बरसात की रिमझिम में समाँ होता है।.
जोश-ए-जूनून में लुत्फ़-ए-तसव्वुर न पूछिए
फिरते हैं साथ साथ उन्हें हम लिए हुए।.
Alone broken heart shayari in English 2 lines

Agar tum ne abhi tak zindagi mein kisi tasveer ko nahi chuma,
Toh phir ki hi nahi mohabbat tum ne tumhara sar ghoma hi nahi.
Tere bina har raat adhuri lagti hai,
sapnon mein bhi teri kami mehsoos hoti hai.
Duniya ka har talluq ek ghulami hai
Jitne zyada tanha ho, utne zyada azaad ho.
Ain mumkin hai ke mujhe tanhaiyaan raas aa jaayein
Aur main har shakhs se kinara kar loon.
Kuch log tohfe bhi kamaal ke dete hain
Udaasiyan, tanhaiyaan, aziyatain aur intezaar.
Mujhe manzoor hai ab sab se alag rehna
Tanha rehna, chup rehna, aur sab sehna.
Alone sad quotes in Hindi English

Tarsa tha jis wujood ki qurbat ko umar bhar
Woh mil gaya to aur bhi tanhai badh gayi.
Tanhai wohi log pasand karte hain
Jinhon ne ronak se chotain khai hoti hain.
Tum ne acha kiya tanhai di
Kuch na dete to gila rehta.
Sukoon ki khwahish insaan ko
Tanhai pasand bana deti hai.
Kaun kehta hai mere bagair woh tanha hoga
Woh ek chiragh hai kahin aur jalta hoga.
Alone Shayari in English 2 Line for girl and boy with copy and paste Format
Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi
Na Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi.
Phir se tere mehfil mein chala aya hu
Andaz wahi h bs alfaz naye laya huer kasz.
Door rehne wale terko ek bat kehna chahta hu,
agar mera khyal aaye to apna khyal rakhna.
Har lafz mein teri yaad basi rehti hai,
dil ke andar teri mehfil lagi rehti hai.
Zindagi ka safar ajnabi lagta hai,
jab apna koi saath nahi hota hai.
Girte rahe hum sajdo me hasrat e ishq ki
khaatir agar ibadat e khuda me gire hote to zindgi jannat ban jati.
Conclusion
Tanhai and heartbreak are tough to navigate, but expressing your emotions through poetry offers comfort like nothing else. Whether you resonated with our sad or felt a touch of love in your quiet moments, we hope this collection of alone shayari in English & Romantic Shayari for boyfriend helped you put your deepest feelings into words.
Don’t let the sadness linger forever—sometimes, a little romance is all it takes to heal a heavy heart. Explore our exclusive collection of Romantic Shayari on I Love Shayarism to find the sweet, soul-touching lines that bring warmth back into your life. Bookmark I Love Shayarism for your daily dose of poetry, social media captions, and heart-touching quotes!
